Trigonometric ratio Sabse pahle aap niche diye right angled triangle ABC ko dekhiye.
Uppar diye ∆ABC me aap dekh sakte hai , issk 3 sides hai -:
1. Hypotenuse
2.Opposite
3.Adjacent
1. Hypotenuse (AC) -:
Right angle triangle ABC me side AC ko "Hypotenuse" kahate hai. Ye side , other 2 sides (AB aur BC) se badi ( big ) hoti hai.
Hypotenuse (AC) ko hindi me karn (कर्ण) kahate hai.
Apni suvidha k liye hum , karn ko "K" se denote karenge.
2. Opposite (BC) -:
Side BC ko opposite side kahate hai. Humesha yaad rakhe ki , θ k saamne ( front ) wale side ko hi "opposite side" kahenge.
Jaise niche wale right angle triangle ABC k liye opposite side AB hai. Kyuki isme θ , C par hai.
Iss side ko hindi me lamb (लम्ब ) kahate hai.
Lamb ko hum "L" se denote karenge.

Figure-2 |
Iss side ko hindi me lamb (लम्ब ) kahate hai.
Lamb ko hum "L" se denote karenge.
Types of trigonometric ratio
Figure-1 se , Suppose karte hai ki ABC ek right angled triangle hai .
Jisme /_ABC = 90° aur /_CAB = θ ek acute angle hai.
To isliye trigonometric ratio 6 types k hote hai -:

1. sine θ
2. cosine θ
3. tangent θ
4. cotangent θ
5. secant θ
6. cosecant θ
No comments:
Post a Comment