Example - 1. 12 * 11=?
Solution -: sabse phale 12 or 11 k liye koi ek aadhar (base) lenge. Aadhar aisa le jo 12 or 11 k pass ka ho.
To aadhar = 10
Aadhar lene k baad 12 aadhar 10 se 2 jada or 11 aadhar 10 se 1 jada hai to ise niche jaisa likha hai vaisa likhe -:
12 + 2
11 + 1
Ab tirchhe - tirche jode jaise 12+1=13 ya 11+1=13 ab 13 ko dayie(left side) taraf 12 or 11 k niche likhe aise
12 + 2
11 + 1
13
Ab right side me jo 2 or 1hai unka guna (multiply ) kare 2 * 1 = 2 ise right side likhe aise-:
12 + 2
11 + 1
13 2
Bas ho gaya 12 * 11 = 132 answer.
Vaise maine batadu ki 11 se ki do anko(two digits number ) ka guna (multiply ) karne k fast tricks par ek post likha hai
No comments:
Post a Comment